Kyoon Khanke Teri Choodi

Kyon khanke teri choodi

  • Kyon khanke teri choodi
  • Kyon chamke teri bindiya
  • Kyon khanke teri choodi
  • Kyon chamke teri bindiya
  • Kyon chhanke teri payal
  • Kyon khanke tera kangna
  • Meri choodi meri bindiya
  • Meri choodi meri bindiya
  • Meri payal kangna
  • Arre apne hosh ganva baithe hain
  • Jab se mile to tum sajna
  • Ho kyon khanke teri choodi
  • Kyon chamke teri bindiya
  • Ho jawani mein aisa hota hai gori
  • Khanakta hai kangna bajti hai choodi
  • Mohabbat na samjhe kaisa hai anaadi
  • Muhobbat nahin to kaisi jawani
  • Rab ne banayi hai jodi hamaari
  • Meri choodi arre meri bindiya
  • Meri choodi meri bindiya
  • Meri payal kangna
  • Apne hosh ganva baithe hain
  • Jab se mile to tum sajna
  • Kyon khanke teri choodi
  • Kyon chamke teri bindiya
  • Ho main na mila to kaise jiyogi
  • Apni mohabbat kis kis ko kahogi
  • Kal jo bhi hoga kis ko khabar hai
  • Zara socho tanha kaise rahogi kaise rahogi
  • Main to mar jaaungi kuchh kar jaaungi
  • Main to mar jaaungi kuchh kar jaaungi
  • Toone sath jo mera chhoda
  • Toone sath jo mera chhoda
  • Ho mera sab kuchh tere sadke
  • Haan mera sab kuchh tere sadke
  • Sun le dilbar jaani
  • Arre apni jaan ganva doonga
  • Main tujh pe o deewani ha
  • Kyon khanke teri choodi
  • Kyon chamke teri bindiya
  • Kyon chhanke teri payal
  • Kyon khanke tera kangna
  • Kyon khanke teri choodi
  • Kyon chamke teri bindiya
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
wayziiiiiik💃💃💃

849 65 1

2022-7-1 14:18 vivo 1904

Quà

Tổng: 0 100

Bình luận 65