SHUKRIYA

Shukriya, shukriya, shukriya mere piya

  • Shukriya, shukriya, shukriya mere piya
  • Jitne soye khwaab the, sab ko jagaa diya

  • Jaage sapne, jaage armaan, jaagi hai dhadkan
  • Kaisi duniya, kya zamaana, tod har bandhan

  • Kya kahoon, kya maine tumse milke paaya hai
  • Tum jo aaye, zindagi mein rang aaya hai

  • Aao tumko le chaloon main dil ki raahon mein
  • Aaj humko manzilon ne khud bulaaya hai
  • Shukriya, shukriya, shukriya mere piya
  • Jitne soye khwaab the, sab ko jagaa diya
  • Barkha badal, choli aanchal, phool aur khushboo
  • Hum bhi yunhi saath mein hai, jaanle yeh tu
  • Shukriya, shukriya, shukriya mere piya
  • Jitne soye khwaab the, sab ko jagaa diya
  • Mere dil ka haal kya hai, kya kahoon tumse
  • Pyaar itna paake mere hosh hai goom se

  • Zindagi bhar pyaar mera kam nahin hoga
  • Maanglo tum jaan bhi to gham nahin hoga
  • Shukriya, shukriya, shukriya mere piya
  • Jitne soye khwaab the, sab ko jagaa diya
  • Dharti ambar, dariya saagar, geet aur sargam
  • Mauj saahil, rastaa manzil, saath hai yun hum
  • Shukriya, shukriya, shukriya mere piya
  • Jitne soye khwaab the, sab ko jagaa diya
  • Shukriya, shukriya, shukriya mere piya
  • Jitne soye khwaab the, sab ko jagaa diya
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
Yuk dengarkan duet kami!

15 3 1

2021-9-25 16:36 asusASUS_X00RD

Tangga lagu hadiah

Total: 0 4

Komentar 3