Yeh Bandhan Toh

Sooraj kab door gagan se

  • Sooraj kab door gagan se
  • Chanda kab door kiran se
  • Khushbu kab door pawan se
  • Kab door bahaar chaman se
  • Yeh bandhan to pyar ka bandhan hai
  • Janamon ka sangam hai
  • Yeh bandhan to pyar ka bandhan hai
  • Janamon ka sangam hai
  • Sooraj kab door gagan se
  • Chanda kab door kiran se
  • Khushbu kab door pawan se
  • Kab door bahaar chaman se
  • Yeh bandhan to pyar ka bandhan hai
  • Janamon ka sangam hai
  • Tum hi mere jeevan ho
  • Tumhein dekh dekh jee loongi
  • Tum hi mere jeevan ho
  • Tumhein dekh dekh jee loongi
  • Main to tumhari khatir
  • Duniya ka zehar pee loongi
  • Tere paavan charnon mein
  • Aakash jhuka denge hum
  • Teri raah mein jo shole hon
  • To khud ko bichha denge hum
  • Yeh bandhan to pyar ka bandhan hai
  • Janamon ka sangam hai
  • Yeh bandhan to pyar ka bandhan hai
  • Janamon ka sangam hai
  • Mamta ke mandir ki hai
  • Tu sabse pyaari moorat
  • Mamta ke mandir ki hai
  • Tu sabse pyaari moorat
  • Bhagwan nazar aata hai
  • Jab dekhein teri soorat
  • Jab jab duniya mein aayein
  • Tera hi aanchal paayein
  • Janmon ki deewaron par
  • Hum pyaar apna likh jaayein
  • Yeh bandhan to pyar ka bandhan hai
  • Janamon ka sangam hai
  • Yeh bandhan to pyar ka bandhan hai
  • Janamon ka sangam hai
  • Sooraj kab door gagan se
  • Chanda kab door kiran se
  • Khushbu kab door pawan se
  • Kab door bahaar chaman se
  • Yeh bandhan to pyar ka bandhan hai
  • Janamon ka sangam hai
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
asbunnn🤣🤣🤣

67 5 1

2020-12-25 15:17 INFINIX MOBILITY LIMITEDInfinix X657C

Tangga lagu hadiah

Total: 0 12

Komentar 5