Tere Paas Aake Mera Waqt Guzar Jata

tere paas aa ke mera waqt guzar jata hai

  • tere paas aa ke mera waqt guzar jata hai
  • tere paas aa ke mera waqt guzar jata hai
  • do ghadi ke liye gham jane kidhar jata hai
  • jab kabhi dur se tu mujhko nazar aata hai
  • pyaar hans kar meri aankho me sanwar jata hai
  • tere paas aa ke mera waqt guzar jata hai
  • tu wahi hai jise is dil ne sadaye di hai
  • tu wahi hai jise iss dil ne sadaye di hai
  • tu wahi hai jise nazro ne duaaye di hai
  • tu wahi hai ke jo dil le ke mukar jata hai
  • do ghadi ke liye gham jane kidhar jata hai
  • tere paas aa ke mera waqt guzar jata hai
  • jaam itne teri masti bhari aankho se piye
  • jaam itne teri masti bhari aankho se piye
  • bekhudi me tujhe sajde meri nazro ne kiye
  • tere jalwo me khuda mujhko nazar aata hai
  • pyar hans kar meri aankho me sanwar jata hai
  • tere paas aa ke mera waqt guzar jata hai
  • teri yaado se mai ghabra ke chali aati hu
  • teri yaado se mai ghabra ke chali aati hu
  • mai har ek qaid ko thukra ke chali aati hu
  • mai nahi aati mujhe pyar idhar lata hai
  • pyar hans kar meri aankho me sanwar jata hai
  • do ghadi ke liye gham jane kidhar jata hai
  • tere pas aa ke mera waqt guzar jata hai
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Yuk duet bareng aku!

208 5 1

2020-8-17 11:23 Redmi Note 8

Quà

Tổng: 1 6

Bình luận 5