Saanson Ka Chalna

Saanson ka chalna dil ka machalna

  • Saanson ka chalna dil ka machalna
  • Saanson ka chalna dil ka machalna
  • Jiski badaulat hain
  • Teri mohabbat hain
  • Teri mohabbat hain
  • Khwaabon mein aana aake sataana
  • Khwaabon mein aana aake sataana
  • Jiski sharaarat hain
  • Teri mohabbat hain
  • Teri mohabbat hain
  • Saanson ka chalna dil ka machalna
  • Saanson ka chalna dil ka machalna
  • Jiski badaulat hain
  • Teri mohabbat hain
  • Teri mohabbat hain
  • Tere jaisa
  • Nahi koi
  • Nahi koi meri jaan-e-wafa
  • Tera hasna
  • Tera chalna
  • Nahi dekhi maine aaisi adaa
  • Tere jaisa
  • Nahi koi
  • Nahi koi meri jaan-e-wafa
  • Tera hasna
  • Tera chalna
  • Nahi dekhi maine aaisi adaa
  • Ye khushbu ye aankhen ye chehara tu lagti hai kamseen pari
  • Main hota agar koi shaayar to karta koi shaayari
  • Kesu giraana daaman mein aana
  • Kesu giraana daaman mein aana
  • Kiski inaayat hain teri mohabbat hain
  • Teri mohabbat hain
  • Khwaabon mein aana aake sataana
  • Khwaabon mein aana aake sataana
  • Jiski sharaarat hain teri mohabbat hain
  • Teri mohabbat hain
  • Na na na jaalima na na na na na na
  • Tere charche
  • Teri yaaden
  • Teri baahon mein khoyi rahi
  • Tera jalwa
  • Nazar mein tha
  • Main to jaagi ya soyi rahi
  • Tere charche
  • Teri yaaden
  • Teri baahon mein khoyi rahi
  • Tera jalwa
  • Nazar mein tha
  • Main to jaagi ya soyi rahi
  • Meri dhadkano pe likhi hain kahaani teri jaaneja
  • Main hone lagi dheere dheere deewaani teri jaaneja
  • Is zindagi ko deewaanagi ko
  • Is zindagi ko deewaanagi ko
  • Kiski jarurat hain teri mohabbat hain
  • Teri mohabbat hain
  • Saanson ka chalna dil ka machalna
  • Saanson ka chalna dil ka machalna
  • Jiski badaulat hain teri mohabbat hain
  • Teri mohabbat hain
  • Khwaabon mein aana aake sataana
  • Khwaabon mein aana aake sataana
  • Jisaki badolat hain teri mohabbat hain
  • Teri mohabbat hain
  • Saanson ka chalna dil ka machalna
  • Khwaabon mein aana aake sataana
  • Jisaki badolat hain teri mohabbat hain
  • Teri mohabbat hain
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Yuk dengarkan duet kami!

23 0 1

2022-11-6 19:46 Redmi Note 8

Quà

Tổng: 0 5

Bình luận 0