Meri Aankhon Mein

Meri aankhon mein hai tu

  • Meri aankhon mein hai tu
  • Meri saanson mein hai tu
  • Tu hi mera sapna hai
  • Tera hi yeh dil hai
  • Jo mere seenay mein dhadakta hai
  • Meri aankhon mein hai tu
  • Meri saanson mein hai tu
  • Tu hi mera sapna hai
  • Tera hi yeh dil hai
  • Jo mere seenay mein dhadakta hai
  • Jo mere seenay mein dhadakta hai
  • Aanchal mein apna bichaa doon
  • Rakhde kadam tu jahaan
  • Aanchal mein apna bichaa doon
  • Rakhde kadam tu jahaan
  • Mein jism hoon jaan tu
  • Bin tere mein hoon kahaan
  • Teri raah ke kaante
  • Palkon se uthaaloon mein
  • Teri zindagi se woh
  • Hare ghum churaaloon
  • Jo teri aankhon mein jhalakta hai
  • Jo teri aankhon mein jhalakta hai
  • Meri mohabbat hai kya
  • Bas tera ehsaas hai
  • Meri mohabbat hai kya
  • Bas tera ehsaas hai
  • Dhadkan ki gehraayi mein
  • Pal pal teri pyaas hai
  • Bhadi beqaraari hai
  • Lamha lamha bhaari hai
  • Kaisi yeh khumaari hai
  • Tera hi nasha hai
  • Jo mere honto se jhalakta hai
  • Meri aankhon mein hai tu
  • Meri saanson mein hai tu
  • Tu hi mera sapna hai
  • Tera hi yeh dil hai
  • Jo mere seenay mein dhadakta hai
  • Jo mere seenay mein dhadakta hai
  • Jo mere seenay mein dhadakta hai
00:00
-00:00
查看作品詳情
I L❤️ve Y❤️uuuu.....🥹🥹🥹🥹

69 41 1308

11-29 19:40 vivo 1820

禮物榜

累計: 2 282

評論 41