Aate Jaate

Aate jaate hanste gaate

  • Aate jaate hanste gaate
  • Socha tha maine man mein kai baar
  • Woh pehli nazar halka sa asar
  • Karta hai kyun is dil ko bekaraar
  • Ruk ke chalna chalke rukna
  • Na jaane tumhe hai kiska intezaar
  • Tera woh yakin kahin main to nahin
  • Lagta hai yehi kyon mujhko baar baar
  • Yehi sach hai shayad maine pyar kiya
  • Haan haan tum se maine pyar kiya
  • Aate jaate hanste gaate
  • Socha tha maine man mein kai baar
  • Hothon ki kali kuch aur khili
  • Yeh dil pe hua hai kiska ikhtiyaar
  • Tum kaun ho batla to do
  • Kyun karne lagi maein tum pe aitbaar
  • Khamosh rahun ya main keh doon
  • Ya karlu maein chupke se yeh sweekar
  • Yehi sach hai shayad maine pyar kiya
  • Haan haan tum se maine pyar kiya
  • Aate jaate hanste gaate
  • Socha tha maine man mein kai baar
  • Hothon ki kali kuch aur khili
  • Yeh dil pe hua hai kiska ikhtiyaar
  • Yehi sach hai shayad maine pyar kiya
  • Haan haan tum se maine pyar kiya
  • Yehi sach hai shayad maine pyar kiya
  • Haan haan tum se maine pyar kiya
  • Yehi sach hai shayad maine pyar kiya
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Let's listen to my solo!

106 1 1

2020-10-29 17:58 samsungSM-A105G

Quà

Tổng: 1 25

Bình luận 1