Paas Bulati Hai

Maa o maa maa o maa maa o maa maa o maa

  • Maa o maa maa o maa maa o maa maa o maa
  • Pas bulati hai kitna rulati hai
  • Pas bulati hai kitna rulati hai
  • Yaad tumhari jab jab mujhko aati hai aati hai
  • Pas bulati hai kitna rulati hai
  • Pas bulati hai kitna rulati hai
  • Yaad tumhari jab jab mujhko aati hai aati hai
  • Jinke sar pe mamta ki duayeh hai
  • Kismat wale wo hai jinki mayeh hai
  • Jinke sar pe mamta ki duayeh hai
  • Kismat wale wo hai jinki mayeh hai
  • Jism toh hota hai par ja nahi hoti
  • Unse pucho jinki maa nahi hoti
  • Lori sunati hai chupke sulati hai
  • Lori sunati hai chupke sulati hai
  • Yaad tumhari jab jab mujhko aati hai aati hai
  • Aaja sine se tujhko laga lu mai
  • Chir ke dil ko dhadkan mein chupa lu mai
  • Aaja sine se tujhko laga lu mai
  • Chir ke dil ko dhadkan mein chupa lu mai
  • Sawan ban ban ke meri aankhe barsi hai
  • Tere liye kitna yeh pal pal tarsi hai
  • Kitna satati hai jan yeh jati hai
  • Kitna satati hai jan yeh jati hai
  • Yaad tumhari jab jab mujhko aati hai aati hai
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
maaaaaa😭😭😭😭😭

15 2 1

2022-4-30 22:41 realmeRMX2185

Tangga lagu hadiah

Total: 2 3

Komentar 2