Lut Gaye(Explicit)

Misasa samisasa salera resa

  • Misasa samisasa salera resa
  • Misasa samisasa salera resa
  • Baratata baratata lisalisa lirali raba
  • Maine jab dekha tha tujhko
  • Raat bhi woh yaad hai mujhko
  • Taare ginte ginte so gaya
  • Dil mera dhadka tha kass ke
  • Kuch kaha tha tune hass ke
  • Main usi pal tera ho gaya
  • Aasmano pe jo khuda hai
  • Usse meri yahi dua hai
  • Chand yeh har roz main dekhu
  • Tere sath mein
  • Aankh uthi mohabbat ne angrai li
  • Dil ka sauda hua chandani raat mein
  • Oh teri nazron ne kuch aisa jaadoo kiya
  • Lut gaye hum toh pehli mulaqaat mein
  • Oh aankh uthi
  • Misasa samisasa salera resa
  • Misasa samisasa salera resa
  • Baratata baratata lisalisa lirali raba
  • Paao rakhna na zameen par
  • Jaan rukja tu ghadi bhar
  • Thode taare toh bichha du
  • Main tere vaaste
  • Aajmale mujhko yaara
  • Tu zara sa kar ishaara
  • Dil jala ke jagmaga du
  • Main tere raaste
  • Haan mere jaisa ishq mein pagal
  • Phir mile ya na mile kal
  • Sochna kya hath ye dede
  • Mere hath mein
  • Aankh uthi mohabbat ne angrai li
  • Dil ka sauda hua chandani raat mein
  • Oh teri nazron ne kuch aisa jaadoo kiya
  • Lut gaye hum toh pehli mulaqaat mein
  • Oh aankh uthi
00:00
-00:00
View song details
Yuk dengarkan aku nyanyi solo!

47 2 3369

8-27 20:30 vivo 1812

Gifts

Total: 0 1

Comments 2