Ek Naya Aasman

Ek naya aasman

  • Ek naya aasman
  • Aa gaye do dil jaha
  • Ek naya aasman
  • Aa gaye do dil jaha
  • Ab hawa bhi nahi
  • Tere mere darmiya
  • Ye zindagi
  • Aayi kaha aayi kaha
  • Ye zindagi
  • Aayi kaha aayi kaha
  • Ek naya aasman
  • Aa gaye do dil jaha
  • Ek naya aasman
  • Aa gaye do dil jaha
  • Ab hawa bhi nahi
  • Tere mere darmiya
  • Ye zindagi
  • Aayi kaha aayi kaha
  • Ye zindagi
  • Aayi kaha aayi kaha
  • Main wahi tum wahi
  • Phir bhi sab kuch naya
  • Ek ajab dhang se
  • Dil dhadakne laga
  • Sanso ki aanch se
  • Dil pighal jayega
  • Yu na dekho mujhe
  • Dam nikal jayega
  • Is kadar bad gayi
  • Aaj nazdikiya
  • Ha is kadar bad gayi
  • Aaj nazdikiya
  • Ab hawa bhi nahi
  • Tere mere darmiya
  • Ye zindagi
  • Ye zindagi
  • Aayi kaha
  • Aayi kaha
  • Ye zindagi
  • Ye zindagi
  • Aayi kaha
  • Aayi kaha
  • Har tamanna kahe
  • Bhar lo aaghosh mein
  • Aaj rehne na do
  • Mujhko tum hosh mein
  • Koi pehra nahi
  • Apni jazbat par
  • Hasrato ki Zuba
  • Bolti hai nazar
  • Keh rahi hai hame
  • Hotho ki narmiya
  • Kah rahi hai hame
  • Hotho ki narmiya
  • Ab hawa bhi nahi
  • Tere mere darmiya
  • Ye zindagi
  • Ye zindagi
  • Aayi kaha
  • Aayi kaha
  • Ye zindagi
  • Ye zindagi
  • Aayi kaha
  • Aayi kaha
00:00
-00:00
View song details
hadir seadanya🙏😊

38 13 4611

8-30 21:03 vivo 1812

Gifts

Total: 2 199

Comments 13