Sawan Aaya Hai

Mohabbat barsa dena tu sawan aaya hai

  • Mohabbat barsa dena tu sawan aaya hai
  • Tere aur mere milne ka mausam aaya hai
  • Mohabbat barsa dena tu saawan aaya hai
  • Tere aur mere milne ka mausam aaya hai
  • Sab se chhupa ke tujhe seene se lagaana hai
  • Pyar mein tere had se guzar jaana hai
  • Itna pyar kisi pe pehli baar
  • Aaya hai
  • Mohabbat barsa dena
  • Tu sawan aaya hai
  • Tere aur mere milne ka mausam aaya hai
  • Kyun ek pal ki bhi judaai sahi jaaye na
  • Kyun har subah tu meri saanse mein samaaye na
  • Aa jaana tu mere paas dunga itna pyar main
  • Kitni raat guzaari hai tere intzaar mein
  • Kaise bataaun jazbaat yeh mere
  • Maine khud se bhi jyaada tujhe
  • Chaaha hai
  • Sab kuchh chhod
  • Ke aana tu saawan aaya hai
  • Tere aur mere milne ka mausam aaya hai
  • Sab se chhupa ke tujhe seene se lagaana hai
  • Pyaar mein tere had se guzar jana ahi
  • Itna pyaar kisi pe pehli baar
  • Aaya hai
  • Bheege bheege tere
  • Lav mujhko kuch kehte hain
  • Dil hai khush mera ki khyaal ek jaise hain
  • Roko na ab khud ko yun sun lo dil ki
  • Baat ko
  • Dhal jaane do shaam aur aa jaane do raat ko
  • Kitna haseen yeh lamha hai
  • Kismat se maine churaaya hai
  • Aaj ki raat na jaana tu
  • Sawan ayaa hai
  • Tere aur mere milne ka mausam aaya hai
  • Sab se chhupa ke tujhe seene se lagaana ahi
  • Pyar mein tere had se guzar jaana hai
  • Itna pyar kisi pe pehli baar aaya hai
00:00
-00:00
查看作品详情
request from my sayang😁🤗 #i give up😎

6 0 1

2020-10-16 13:01 红米6A

礼物榜

累计: 0 0

评论 0