简体中文
繁體中文
English
Bahasa Indonesia
Melayu
ไทย
Filipino
Tiếng Việt
لغة عربية
WeSing
首頁
產品介紹
大賽
個人中心
上傳伴奏
打開
Pairon Mein Bandhan Hai
O ho ho o ho ho o ho ho ho o o
O ho ho o ho ho o ho ho ho o o
Mmmn mmmn
Pairon mein bandhan hai
Pairon mein bandhan hai
Paayal mein machaaya shor
Pairon mein bandhan hai
Paayal mein machaaya shor
Sab darwaaje kar lo band
Sab darwaaje kar lo band
Dekho aaye aaye chor
Pairon mein bandhan hai
Tod de saare bandhan tu
Tod de saare bandhan tu
Machane de paayal ka shor
Tod de saare bandhan tu
Machane de paayal ka shor
Dil ke sab darwaaje khol
Dil ke sab darwaaje khol
Dekho aaye aaye chor
Pairon mein bandhan hai
Kahu main kya karu main kya sharam aa jaati hai
Na yun tadapa ke meri jaan nikalati jaati hai
Tu aashiq hai mera sachcha yakin toh aane de
Tere dil mein agar shaq hai toh bas phir jaane de
Itani juldi laaj ka ghunghat na kholungi
Sochungi phir soch ke kal parson bolungi
Tu aaj bhi haan na boli oye kudiye teri doli
Le na jaaye koyi aur
Pairon mein bandhan hai
Pairon mein bandhan hai
Paayal mein machaaya shor
Sab darwaaje kar lo band
Sab darwaaje kar lo band
Dekho aaye aaye chor
Tod de saare bandhan tu
Hoye tod de saare bandhan tu
Machane de paayal ka shor
Dil ke sab darwaaje khol
Dil ke sab darwaaje khol
Dekho aaye aaye chor
Pairon mein bandhan hai
Aa aa
Jinhe milana hai kuchh bhi ho aji mil jaate hain
Dilon ke phul toh pathjhad mein bhi khil jaate hai
Jamaana doston dil ko deewaana kehata hai
Deewana dil jamaane ko deewana kehata hai
Le mein saiyaan aa gayi saari duniya chod ke
Tera bandhan baandh liye saare bandhan tod ke
Ek duje se jud jaayen aa hum dono udd jaayen
Jaise sang patang aur dor
Pairon mein bandhan hai
Pairon mein bandhan hai
Paayal mein machaaya shor
Sab darwaaje kar lo band
Sab darwaaje kar lo band
Dekho aaye aaye chor
Tod de saare bandhan tu
Tod de saare bandhan tu
Machane de paayal ka shor
Dil ke sab darwaaje khol
Dil ke sab darwaaje khol
Dekho aaye aaye chor
Sab darwaaje kar lo band
Sab darwaaje kar lo band
Dekho aaye aaye chor
Haan dekho aaye aaye chor
Dekho aaye aaye chor
Arrey dekho aaye aaye chor
00:00
-00:00
我也要唱
查看作品詳情
查看更多評論
給發表者送花
◆
◆
🅱️_S͜͡t⭐⃞r FIRDA
關注
🍁𝖋𝖎𝒛𝖍🆅🅾🅶☝️
關注
Makasih bang sudah di bagusin 🙏🥰
16
0
1
5-15 16:00
禮物榜
累計:
0
0
0
評論
0
我係
安子
,我在WeSing等你哦,快來下載WeSing一起玩吧!
取消
下載
評論 0