Hasraten Hai Bahut Magar

Hasratein hain bahut magar tumse main kya kahoon

  • Hasratein hain bahut magar tumse main kya kahoon

  • Leke baahon mein main tujhe pyaar karta rahoon
  • Khwayishein hai bahut magar tumse main kya kahoon

  • Hadh se aage guzar ke bhi ab mohabbat karoon

  • Jaan e wafa jaan e jahan
  • Aisi ada hogi kahan
  • Dekha sanam maine tujhe behke mere kadam
  • Aankhein mili palkein jhuki
  • Jadoo jaga saansein ruki
  • Aise mujhe chedo na tum aaye badi sahram
  • Chahatein hain bahut magar tumse main kya kahoon

  • Leke baahon mein main tumhe pyaar karta rahoon
  • Khwayishein hai bahut magar tumse main kya kahoon
  • Hadh se aage guzar ke bhi ab mohabbat karoon
  • Bechain main hone lagi
  • Jaane kahan khone lagi
  • Khusboo bina mehka badan chaane laga nasha
  • Maine kaha tune suna
  • Dhadkan bani dil ki zubaan
  • Tanha yahan hum jo mile aane laga maza
  • Aarzoo hai bahut magar tumse main kya kahoon
  • Aarzoo hai bahut magar tumse main kya kahoon
  • Hadh se aage guzar ke bhi ab mohabbat karoon
  • Hasratein hain bahut magar tumse main kya kahoon
  • Leke baahon mein main tujhe pyaar karta rahoon
  • Hadh se aage guzar ke bhi ab mohabbat karoon
  • Leke baahon mein main tujhe pyaar karta rahoon
  • Hadh se aage guzar ke bhi ab mohabbat karoon
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
Yuk duet bareng aku!

24 7 1591

8-28 22:50 vivo 1904

Tangga lagu hadiah

Total: 0 2

Komentar 7