Main Hoon Na

Kiska hai ye tumko intezaar main hoon na

  • Kiska hai ye tumko intezaar main hoon na
  • Dekh lo idhar toh ek baar main hoon na

  • Khaamosh kyun ho jo bhi kehna hai kaho
  • Dil chaahe jitna pyaar utna maang lo ho
  • Tumko milega utna pyaar main hoon na

  • Kabhi jo tum socho ke tum ye dekho
  • Arre kitna mujhko tumse pyaar hai
  • Toh chup mat rehena ye mujhse kehena
  • Arre koyi kya aisa bhi yaar hai
  • Dil hi nahin de jaan bhi de jo tumhein
  • Dil hi nahin de jaan bhi de jo tumhein ho
  • Toh main kahoonga sarkaar main hoon na
  • Kiska hai ye tumko intezaar main hoon na
  • Dekh lo idhar toh ek baar main hoon na
  • Khaamosh kyun ho jo bhi kehna hai kaho
  • Dil chaahe jitna pyaar utna maang lo ho
  • Tumko milega utna pyaar main hoon na
  • Kiska hai ye tumko intezaar main hoon na
  • Dekh lo idhar toh ek baar main hoon na
  • Ho ye ho ye
  • Sa re ga pa ga re ga
  • Sa re ga pa ga re ga
  • Sa re ga pa ga re ga sa
  • Pa ra ra ram
  • Pa ra ra ram
  • Pa ra ra ram
  • Pa ra ra ram
  • Sa re ga pa ga re ga
  • Sa re ga pa ga re ga
  • Sa re ga pa ga re ga sa
  • Pa ra ra ram
  • Pa ra ra ram
  • Pa ra ra ram
  • Pa ra ra ram
  • Kehne ki ho dil mein koyi baat mujhse kaho
  • Koyi pal ho din ho ya ho raat mujhse kaho
  • Koyi mushkil koyi pareshaani aaye
  • Tumhein lage kuchh thheek nahin haalaat mujhse kaho
  • Koyi ho tamanna ya ho koyi aarzoo
  • Koyi ho tamanna ya ho koyi aarzoo ho
  • Rehena kabhi na beqaraar main hoon na
  • Kiska hai ye tumko intezaar main hoon na
  • Dekh lo idhar toh ek baar main hoon na
  • Khaamosh kyun ho jo bhi kehna hai kaho
  • Dil chaahe jitna pyaar utna maang lo ho
  • Tumko milega utna pyaar main hoon na
  • Kiska hai ye tumko intezaar main hoon na
  • Dekh lo idhar toh ek baar main hoon na
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
Test,,,.............;

126 12 1

2023-11-11 05:36 OPPOCPH1923

Tangga lagu hadiah

Total: 8 696

Komentar 12