Mahiya Teri Kasam

Maahiya teri kasam haay jina nahi jina mujhe tere bina

  • Maahiya teri kasam haay jina nahi jina mujhe tere bina
  • Haay jina nahi jina mujhe tere bina
  • Saathiya tere hai hum haay tere bina jina bhi hai kya jina
  • Haay tere bina jina bhi hai kya jina
  • Tu hi mera dil tu hi meri jaan
  • Tu jahaan jahaan main wahaan wahaan
  • Tu hi mera dil tu hi meri jaan
  • Tu jahaan jahaan main wahaan wahaan
  • Maahiya teri kasam haay jina nahi jina mujhe tere bina haay
  • Tere bina jina bhi hai kya jina
  • Tere liye hi main toh jahaan mein aayi tujhase mili
  • Toh khudse huyi paraayi
  • Janmon se hum yuun hi milate aaye
  • Hum dono hai ek tan ke do saaye
  • Chhodake tere pyaar ka daaman
  • Jaana aur kahaan haay
  • Jina nahi bina mujhe tere bina haay
  • Tere bina jina bhi hai kya jina
  • Maahiya teri kasam haay jina nahi
  • Jina mujhe tere bina haay
  • Tere bina jina bhi hai kya jina
  • Aankhon mein meri surat basi hai teri
  • Aanchal se tere kismat bandhi hai meri
  • Saanson mein meri chaahat basi hai teri
  • Chaahat se teri duniya hansi hai meri
  • Tere pyaar ke rang mein dube mere dono jahaan haay
  • Tere bina jina bhi hai kya jina haay
  • Tere bina jina bhi hai kya jina
  • Tu hi mera dil tu hi meri jaan
  • Tu jahaan jahaan main wahaan wahaan
  • Tu hi mera dil tu hi meri jaan
  • Tu jahaan jahaan main wahaan wahaan
  • Maahiya saathiya teri kasam haay jina nahi jina mujhe tere bina
  • Haay jina nahi jina mujhe tere bina
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
Yuk duet bareng aku!

66 25 1

2022-6-26 17:31 OPPOCPH1911

Tangga lagu hadiah

Total: 0 52

Komentar 25