Aankhon Se

Aankhon se toone, yeh kya keh diya

  • Aankhon se toone, yeh kya keh diya
  • Dil ye deewana, dhadakne laga
  • Tanhai mein hum, mile is tarah
  • Baarish mein shola, bhadak ne laga
  • Tu tadap ne laga, maein machal ne lagi
  • Boond tan pe giri, jaan machal ne lagi
  • Chha raha hai ajab sa nasha
  • Aankhon se toone, yeh kya keh diya
  • Dil ye deewana, dhadakne laga
  • Tanhai mein hum, mile is tarah
  • Baarish mein shola, bhadak ne laga
  • Tu tadap ne laga, maein machal ne lagi
  • Boond tan pe giri, jaan machal ne lagi
  • Chha raha hai ajab sa nasha
  • Aankhon se toone, yeh kya keh diya
  • Dil ye deewana, dhadakne laga
  • Thodi sardi bhi hai
  • Thodi garmi bhi hai
  • Thodi hai bebasi
  • Thodi marzi bhi hai
  • Aise mein hum bhala
  • Kya karen tu bata
  • Jo bhi hota hai woh, hone de dil rubaa
  • Aankhon se toone, yeh kya keh diya
  • Dil ye deewana, dhadakne laga
  • Tanhai mein hum, mile is tarah
  • Baarish mein shola, bhadak ne laga
  • Paas aaun jo maein
  • Dil yeh darta hai kyun
  • Door jayega tu
  • Aisa lagta hai kyun
  • Maine waada kiya, maine li hai kasam
  • Umr bhar na kabhie, pyar hoga yeh kam
  • Aankhon se toone, yeh kya keh diya
  • Dil ye deewana, dhadakne laga
  • Tanhai mein hum, mile is tarah
  • Baarish mein shola, bhadak ne laga
  • Tu tadap ne laga, maein machal ne lagi
  • Boond tan pe giri, jaan machal ne lagi
  • Chha raha hai ajab sa nasha
  • Aankhon se toone, yeh kya keh diya
  • Dil ye deewana, dhadakne laga
  • Tanhai mein hum, mile is tarah
  • Baarish mein shola, bhadak ne laga
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
Ghulam

26 1 1406

6-24 21:58 Xiaomi23028RN4DG

Tangga lagu hadiah

Total: 0 30

Komentar 1