Kaise Hua

Hansta rehta hu tujhse mil kar kyu aajkal

  • Hansta rehta hu tujhse mil kar kyu aajkal
  • Badle badle hain mere tevar kyun aajkal
  • Aankhein meri har jagah
  • Dhoondhe tujhe bewajah
  • Ye main hoon ya koi aur hai meri tarah
  • Kaise hua kaise hua
  • Tu itna zaroori kaise hua
  • Kaise hua kaise hua
  • Tu itna zaroori kaise hua
  • Main baarish ki boli samajhta nahi tha
  • Hawaaon se main yun ulajhta nahi tha
  • Hai seene mein dil bhi
  • Kahaan thi mujhe ye khabar
  • Kahin pe hon raatein
  • Kahin pe savere
  • Awaargi hi rahi saath mere
  • Thehar ja thehar ja
  • Ye kehti hai teri nazar
  • Kya haal ho gaya hai ye mera
  • Aankhein meri har jagah
  • Dhoondhe tujhe bewajah
  • Ye main hoon ya koi aur hai meri tarah
  • Kaise hua kaise hua
  • Tu itna zaroori kaise hua
  • Kaise hua kaise hua
  • Tu itna zaroori kaise hua
  • Kaise hua kaise hua
  • Tu itna zaroori kaise hua
  • Mmmm mmmmmmmm mmmm mmmmm
00:00
-00:00
View song details
#kaise hua#kabir singh#enjoy songs

131 8 1

2020-5-2 22:27 realmeRMX1921

Gifts

Total: 0 31

Comment 8