Janam Janam

Janam janam janam saath chalna yunhi

  • Janam janam janam saath chalna yunhi
  • Kasam tumhe kasam aake milna yahin
  • Ek jaan hai bhale do badan ho judaa
  • Meri hoke humesha hi rehna
  • Kabhi na kehna alvida
  • Meri subah ho tumhi aur tumhi shaam ho
  • Tum dard ho tum hi aaraam ho
  • Meri duaaon se aati hai bas ye sadaa
  • Meri hoke humesha hi rehna
  • Kabhi na kehna alvida
  • Aha ha ha o
  • Meri hoke humesha hi rehna
  • Kabhi na kehna alvida
  • Teri baahon mein hai mere dono jahaan
  • Tu rahe jidhar meri jannat wahin
  • Jal rahi agan hai jo ye do tarfa
  • Na bujhe kabhi meri mannat yahi
  • Tu meri aarzu main teri aashiqui
  • Tu meri shayari main teri mausiqi
  • Talab talab talab bas teri hai mujhe
  • Nason mein tu nasha banke ghulna yunhi
  • Meri mohabbat ka karna tu haq ye adaa
  • Meri hoke hamesha hi rehna
  • Kabhi na kehna alvida
  • Meri subah ho tumhi aur tumhi shaam ho
  • Tum dard ho tum hi aaraam ho
  • Meri duaaon se aati hai bas ye sadaa
  • Meri hoke humesha hi rehna
  • Kabhi na kehna alvida
  • Aa alvida
00:00
-00:00
View song details
Dengarkan duet yang terkoordinasi baik

20 2 1669

2024-11-22 14:15

Gifts

Total: 0 0

Comments 2

  • Amin Rohim 2024-11-26 22:10

    💗💗💗💝💝💝🕺keren👍👍👍 ga ada fals nya bang...ok bgt🤣

  • Sri Yanti 2024-11-26 22:55

    suka cover lagu kamu