Nasha Yeh Pyar Ka Nasha Hei (Ost. Mann)

Nasha ye pyaar ka nasha hai

  • Nasha ye pyaar ka nasha hai
  • Yeh meri baat yaaron maano
  • Nashe mein yaar doob jaao
  • Raho na hosh mein dewaano
  • Nasha ye pyaar ka nasha hai
  • Yeh meri baat yaaron maano
  • Nashe mein yaar doob jaao
  • Raho na hosh mein dewaano
  • Ke jabse maine tumko dil ye de diya
  • Mitha mitha sa dard le liya
  • Suno o priya
  • Maine tumko dil diya
  • Nasha yeh pyar ka nasha hai
  • Yeh meri baat yaaron maano
  • Nashe mein yaar doob jaao
  • Raho na hosh mein dewaano
  • Nazar se yoon mili nazar
  • Deewana main ho gaya
  • Asar yeh kya hua asar
  • Kahan yeh main kho gaya
  • Behke behke kadam
  • Behka behka hai mann
  • Cha gaya cha gaya
  • Mujhpe deewana pan
  • Suno o priya
  • Maine tumko dil diya
  • Nasha yeh pyar ka nasha hai
  • Yeh meri baat yaaron maano
  • Nashey mein yaar doob jao
  • Raho na hosh mein dewaano
  • Jhuki jhuki nigaha mein
  • Balaa ki shokhiyaan chupi
  • Khuli khuli latoon mein bhi haye
  • Ghataa ki mastiyaan ruki
  • Yeh haya yeh addaa
  • Yeh hasee yeh nayan
  • De gaye de gaye
  • Meethi meethi chubhan
  • Suno o priya
  • Maine tumko dil diya
  • Nasha yeh pyar ka nasha hai
  • Yeh meri baat yaaron maano
  • Nashey mein yaar doob jaao
  • Raho na hosh mein dewaano
  • Ke jabse maine tumko dil ye de diya
  • Mitha mitha sa dard le liya
  • Suno o priya
  • Maine tumko dil diya
  • Nasha yeh pyar ka nasha hai
  • Yeh meri baat yaaron maano
  • Nashe mein yaar doob jaao
  • Raho na hosh mein dewaano
  • Nasha yeh pyar ka nasha hai
  • Yeh meri baat yaaron maano
  • Nashe mein yaar doob jaao
  • Raho na hosh mein dewaano
  • Nasha yeh pyar ka nasha hai
  • Yeh meri baat yaaron maano
  • Nashe mein yaar doob jaao
  • Raho na hosh mein dewaano
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
Yuk dengarkan aku nyanyi solo!

36 3 1

2-9 09:53 RealmeRMX1941

Tangga lagu hadiah

Total: 0 100

Komentar 3