Na Tum Jano Na Hum

Kyon chalti hai pavan

  • Kyon chalti hai pavan
  • Kyon jhume hai gagan
  • Kyon machalta hai mann
  • Na tum jano na hum
  • Na tum jano na hum
  • Kyon aati hai bahaar
  • Kyon lutta hai karaar
  • Kyon hota hai pyaar
  • Na tum jano na hum
  • Na tum jano na hum
  • Ye madhoshiyaan ye tanhaiyaan
  • Tasabur mein hai kiski parchhaiyaan
  • Ye bhiga samaan umangein jawaan
  • Mujhe ishq le ja raha hai kahaan
  • Kyon gum hai har disha
  • Kyon hota hai nasha
  • Kyon aata hai mazaa
  • Na tum jano na hum
  • Na tum jano na hum
  • Dhadakta bhi hai tadapta bhi hai
  • Ye dil kyon achanak bahakta bhi hai
  • Mahakta bhi hai
  • Chahakta bhi hai
  • Ye dil kya vafa ko samajhta bhi hai
  • Kyon milti hain nazar
  • Kyon hota hai asar
  • Kyon hoti hai sahar
  • Na tum jano na hum
  • Na tum jano na hum
  • Kyon chalti hai pavan
  • Kyon jhume hai gagan
  • Kyon machalta hai mann
  • Na tum jano na hum
  • Kyon aati hai bahaar
  • Kyon lutta hai karaar
  • Kyon hota hai pyaar
  • Na tum jano na hum
  • Na tum jano na hum
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
Yuk duet bareng aku!

42 9 1

2023-6-29 21:09 samsungSM-A135F

Tangga lagu hadiah

Total: 0 0

Komentar 9