Pehla nasha (Jo jeeta wohi sikandar)

Chaahe tum kuchh na kaho maine sun liya

  • Chaahe tum kuchh na kaho maine sun liya
  • Ke saathi pyaar ka mujhe chun liya
  • Chun liya maine sun liya
  • Pehla nasha pehla khumaar naya pyaar hai naya intjaar
  • Kar lu main kya apana haal aye dil e bekaraar
  • Mere dil e bekaraar tu hi bata
  • Pehla nasha pehla khumaar
  • Udata hi firu inn hawaao mein kahi
  • Ya main jhul jaau in ghataao mein kahi
  • Udata hi firu inn hawaao mein kahi
  • Ya main jhul jaau in ghataao mein kahi
  • Ek kar du aasmaan jamin kaho yaaro kya karu kya nahi
  • Pehla nasha pehla khumaar naya pyaar hai naya intjaar
  • Kar lu main kya apana haal aye dil e bekaraar
  • Mere dil e bekaraar tu hi bata
  • Pehla nasha pehla khumaar
00:00
-00:00
查看作品详情
Yuk duet bareng aku!

40 4 1

2021-3-26 21:29 vivo 1606

礼物榜

累计: 0 10

评论 4