Lut Gaye

Maine jab dekha tha tumko

  • Maine jab dekha tha tumko
  • Raat bhi woh yaad hai mujhko
  • Taare ginte ginte so gaya
  • Dil mera dhadka tha kas ke
  • Kuchh kaha tha toone hans ke
  • Main usi pal tera ho gaya
  • Aasmaano par jo khuda hai
  • Us-se meri yehi dua hai
  • Chaand yeh har roz main dekhun
  • Tere sath mein
  • Ankh uthi mohobbat ne angdayi li
  • Dil ka sauda hua chandni raat mein
  • Ho teri nazron ne kuchh aisa jaadu kiya
  • Lut gaye hum to pehli mulakaat mein
  • Ho ankh uthi
  • Paanv rakhna na zameen par
  • Jaan ruk ja tu ghadi bhar
  • Thode taare to bichha doon
  • Main tere vaaste
  • Aazma le mujhko yaara
  • Tu zara sa kar ishaara
  • Dil jala ke jagmaga doon
  • Main tere vaaste
  • Mere jaisa ishq mein paagal
  • Phir mile ya na mile kal
  • Sochna kya hath yeh dede mere hath mein
  • Ankh uthi mohobbat ne angdayi li
  • Dil ka sauda hua chandni raat mein
  • Ho teri nazron ne kuchh aisa jaadoo kiya
  • Lut gaye hum to pehli mulakaat mein
  • Ho ankh uthi
  • Haan kisse mohobbat ke
  • Hain jo kitaabon mein
  • Sab chahta hoon main
  • Sang tere dohrana
  • Kitna zaruri hai ab meri khaatir tu
  • Mushqil hai mushqil hai
  • Lafzon mein keh paana
  • Ab to yeh alam hai tu jaan mange to
  • Main shauk se de doon saugat mein
  • Ankh uthi mohobbat ne angdayi li
  • Dil ka sauda hua chandni raat mein
  • Ho teri nazron ne kuchh aisa jaadoo kiya
  • Lut gaye hum to pehli mulakaat mein
  • Ho ankh uthi
00:00
-00:00
Lihat butiran lagu
Assalamu'alaikum 🙏 ijin join ya kk 🙏😊 maaf nada yg di akhir lupa 🙏😁✌️

29 3 1

5-2 15:20 OPPOCPH1931

Carta hadiah

Jumlah: 0 7

Komen 3