Akhiyaan Milaoon Kabhi (From Raja)

Ankhiyaan milaaoon kabhi ankhiyaan churaaoon

  • Ankhiyaan milaaoon kabhi ankhiyaan churaaoon
  • Kya tune kiya jaadu
  • Haan ankhiyaan milaaoon kabhi ankhiyaan churaaoon
  • Kya tune kiya jaadu
  • Ankhiyaan milaaoon kabhi ankhiyaan churaaoon
  • Kya tune kiya jaadu
  • Kabhi ghabraaoon kabhi gale lag jaaoon
  • Mera khud pe nahin qaabu
  • Bina paayal ke hi baje ghunghroo
  • Bina paayal ke hi baje ghunghroo
  • Ankhiyaan milaaye kabhi ankhiyaan churaaye
  • Kya maine kiya jaadu
  • Ankhiyaan milaaye kabhi ankhiyaan churaaye
  • Kya maine kiya jaadu
  • Kabhi ghabraaye kabhi gale lag jaaye
  • Tera khud pe nahin qaabu
  • Bina paayal ke hi baje ghunghroo
  • Bina paayal ke hi baje ghunghroo
  • Aise to deewaane mujhe pyaar na kar
  • Aati hai sharam deedaar na kar
  • Chain churaake takraar na kar
  • Tujhko kasam inkaar na kar
  • Tere armaanon mein sanwar gayi main
  • Tune mujhe dekha to nikhar gayi main
  • Dekha jab tujhko thaher gaya main
  • Aise hi adaaon pe to mar gaya main
  • Ankhiyaan milaaoon kabhi ankhiyaan churaaoon
  • Kya tune kiya jaadu
  • Aey ankhiyaan milaaoon kabhi ankhiyaan churaaoon
  • Kya tune kiya jaadu
  • Kabhi ghabraaoon kabhi gale lag jaaoon
  • Mera khud pe nahin qaabu
  • Bina paayal ke hi baje ghunghroo
  • Bina paayal ke hi baje ghunghroo
  • Meri jaane jaana kya cheez hai tu
  • Mujhko to jaan se aziz hai tu
  • Itni na kar taareef meri
  • Jaanoon main to jaanoon chaahat kya teri
  • Teri ulfat ka nasha chhaa gaya
  • Kuch bhi ho jaane jaan maza aa gaya
  • Dheere dheere duniya se door hui
  • Ishq mein tere main to choor hui
  • Ankhiyaan milaaye kabhi ankhiyaan churaaye
  • Kya maine kiya jaadu
  • Hey ankhiyaan milaaye kabhi ankhiyaan churaaye
  • Kya maine kiya jaadu
  • Kabhi ghabraaye kabhi gale lag jaaye
  • Tera khud pe nahin qaabu
  • Bina paayal ke hi baje ghunghroo
  • Bina paayal ke hi baje ghunghroo
  • Ankhiyaan milaaoon kabhi ankhiyaan churaaoon
  • Kya tune kiya jaadu
  • Ankhiyaan milaaoon kabhi ankhiyaan churaaoon
  • Kya tune kiya jaadu
  • Kabhi ghabraaoon kabhi gale lag jaaoon
  • Mera khud pe nahin qaabu
  • Bina paayal ke hi baje ghunghroo
  • Bina paayal ke hi baje ghunghroo
  • Bina paayal ke hi baje ghunghroo
  • Bina paayal ke hi baje ghunghroo
00:00
-00:00
View song details
Yuk duet bareng aku!

34 2 1

2023-2-15 09:29 samsungSM-A107F

Gifts

Total: 0 20

Comments 2