In Ankhon Ki Masti

In aankhon ki masti ke

  • In aankhon ki masti ke
  • In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain
  • Mastaane hazaaron hain
  • In aankhon se vaabasta
  • In aankhon se vaabasta afsaane hazaaron hain
  • Afsaane hazaaron hain
  • In aankhon ki masti ke
  • Ek tum hi nahin tanha
  • Ek tum hi nahin tanha ulfat mein meri rusva
  • Ulfat mein meri rusva
  • Is shaher mein tum jaise
  • Is shaher mein tum jaise deewaane hazaaron hain
  • Deewaane hazaaron hain
  • In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain
  • In aankhon ki masti ke
  • Ek sirf humi mai ko ek sirf humi
  • Ek sirf humi mai ko aankhon se pilaate hain
  • Aankhon se pilaate hain
  • Kehne ko to duniya mein
  • Kehne ko to duniya mein maikhaane hazaaron hain
  • Maikhaane hazaaron hain
  • In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain
  • In aankhon ki masti ke
  • Is shamm e faroza ko
  • Is shamm e faroza ko aandhi se darraate ho
  • Aandhi se darraate ho
  • Is shamm e faroza ke
  • Is shamm e faroza ke parvaane hazaaron hain
  • Parvaane hazaaron hain
  • In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain
  • In aankhon se vaabasta afsaane hazaaron hain
  • Afsaane hazaaron hain
  • In aankhon ki masti ke
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
快来听听我的独唱吧!

280 15 1

2020-6-21 02:03 华为畅享9

Tangga lagu hadiah

Total: 0 34

Komentar 15