Khoya Khoya

Teri aahaton mein jee lunga

  • Teri aahaton mein jee lunga
  • Teri chaahaton mein jee lunga
  • Jo paa ke bhi naa paa sakoon
  • Teri dhadkanon mein jee lunga
  • Phir har ghadi ye dil tera kyon dekhe mujhe
  • Ki do jahaan ko paa liya ho
  • Paa ke tujhe main khoya khoya
  • Mann khoya khoya
  • Jo paaya tujhe
  • Main khoya khoya
  • Ho ishq hai darmiyaan
  • Phir kyun hain dooriyaan
  • Na chhu sakun main naa mud sakun
  • Tujh mein kahin hoon main
  • Phir bhi nahi hoon main
  • Naa main rukoon na chal sakun
  • Aur ab chalein kahi door jahaan
  • Baahon ke nashe mein ho choor jahan
  • Khoya khoya mann khoya khoya
  • Jo paya tujhe main khoya khoya
  • Ho khoya khoya dil khoya khoya
  • Jo paya tujhe main khoya khoya
  • Aankhon se teri aankhein milaaun
  • Apni hi nazaron se chhupta hoon main
  • Chaahat mein teri jaadu ye kaisa
  • Banta bhi hoon aur mit'ta hoon main
  • Agar main mit bhi jaaun
  • Saath saath chalna mujhe
  • Ke do jahaan ko paa liya ho
  • Paa ke tujhe main khoya khoya
  • Mann khoya khoya
  • Jo paya tujhe main khoya khoya
  • Ho khoya khoya dil khoya khoya
  • Jo paya tujhe main khoya khoya
00:00
-00:00
查看作品详情
Come to join my duet!

18 5 1

2020-6-10 22:44 samsungSM-A700FD

礼物榜

累计: 0 0

评论 5