Kahin Na Jaa Aaj Kahin Mat Jaa

Kahin na ja aaj kahin mat ja

  • Kahin na ja aaj kahin mat ja
  • Phir mile na mile
  • Yeh pal yeh samaa
  • Baahon mein aaja
  • Kahin na ja aaj kahin mat ja
  • Phir mile na mile
  • Yeh pal yeh samaa
  • Baahon mein aaja
  • Yeh jo bas mein kadam nahin tere
  • Main sanvaaroongi tu aa sang tere
  • Tere dil ki manzil hai yahaan
  • Ho yeh jo bas mein kadam nahin tere
  • Main sanvaaroongi tu aa sang tere
  • Tere dil ki manzil hai yahaan
  • Jaan e wafaa sach hai kisko pataa
  • Phir mile na mile
  • Yeh pal yeh samaa
  • Baahon mein aaja
  • Meri raahon ka diya teri aankhein
  • Mere gham ki dawa teri baatein
  • To phir aur jaana hai kahaan
  • Aa
  • Meri raahon ka diya teri aankhein
  • Mere gham ki dawa teri baatein
  • To phir aur jaana hai kahaan
  • Kahin na ja aaj kahin mat ja
  • Phir mile na mile
  • Yeh pal yeh samaa
  • Baahon mein aaja
  • Uljhan teri main sab jaanoon
  • Tujhe teri tarah pehchanoon
  • Jo main hoon to gham kyon jaan e jaan
  • Ho Jab dil hua jab tera deewana
  • Thokar mein hai sara zamana
  • Mera kya karega yeh jahaan
  • Jaan e wafaa sach hai kisko pataa
  • Phir mile na mile
  • Yeh pal yeh samaa
  • Baahon mein aaja
  • Kahin na ja aaj kahin mat ja
  • Phir mile na mile
  • Yeh pal yeh samaa
  • Baahon mein aaja
  • Baahon mein aaja
  • Baahon mein aaja
00:00
-00:00
View song details
Yuk duet bareng aku!

27 0 1

2021-11-22 15:19 asusASUS_X00AD

Gifts

Total: 0 3

Comments 0