Tinak Tin Tanaa

Tinak tin tana who dhoon to bajaana

  • Tinak tin tana who dhoon to bajaana
  • Tinak tin naachun mein gaaye dil jhoomen zamaana
  • Tinak tin tana who dhoon to bajaana
  • Tinak tin naachun mein gaaye dil jhoomen zamaana
  • Bulaaye rhoon jhoon rhoon jhoon
  • Rhoon jhon karti paayal
  • Hawa mein udta udta aaye maheka aanchal
  • Tujhe batloungi mein mannki saari baatein
  • Guzaaren kaise kaise maine ye din raaten
  • Mere naino ke darpan mein
  • Teri yaadon ke aangan mein
  • Meri saanson mein jeevan mein
  • Sirf teri khushboo ha sirf tera chahera hai
  • Sirf tera charchaa hai sirf tera pehara hai
  • Tinak tin tana who dhoon to bajaana
  • Tinak tin naachu mein gaaye dil jhoomen zamaana
  • Tere beena jeena jeena jeena ab nahin jeena
  • Judai waala ansoon ab humko nahin pina
  • Tujhe mein alkon palkon mein apni rakhloungi
  • Tujhe mein pal pal pal pal sachi chaahat doongi
  • Tujhe baahon mein bhar lounga
  • Teri zulfon se khelounga tere saare gham lelounga
  • Tun hi mera dilbhar hai tun hi meri dhadkan hai
  • Tun hi mera janum hai tun hi mera humdum hai
  • Tinak tin taana who dhoon to bajaana
  • Tinak tin naachun mein gaaye dil jhoomen zamaana
  • Tinak tin naachun mein gaaye dil jhoomen zamaana
  • Hoy tinak tin naachun mein gaaye dil jhoomen zamaana
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Mari sertai duet saya!

24 3 1

2023-11-12 14:45 OPPOCPH2529

Quà

Tổng: 0 3

Bình luận 3