Jab Koi Baat Bigad Jaye

Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye

  • Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
  • Tum dena saath mera o humnawaa

  • Naa koi hai na koi tha zindagi mein tumhaare siva
  • Tum dena saath mera o humnawaa
  • Tum dena saath mera o humnawaa
  • Ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath
  • Tum magar andheron mein na chhodna mera haath

  • Na koi hai na koi tha zindagi mein tumhaare siva
  • Tum dena saath mera o humnawaa
  • Wafadaari ki vo rasmein nibhayenge hum tum kasmein
  • Ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein

  • Dil ko mere hua yakeen hum pehle bhi mile kahin
  • Silsila ye sadiyon ka koi aaj ki baat nahin
  • Dil ko mere hua yakeen hum pehle bhi mile kahin
  • Silsila ye sadiyon ka koi aaj ki baat nahin
  • Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
  • Tum dena saath mera o humnawaa
  • Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
  • Tum dena saath mera o humnawaa
  • Naa koi hai na koi tha zindagi mein tumhaare siva
  • Tum dena saath mera o humnawaa
  • Tum dena saath mera o humnawaa
00:00
-00:00
查看作品详情
ijin bhayya ....✨

5 0 3127

昨天 19:41 samsungSM-A013G

礼物榜

累计: 0 0

评论 0