Aankhon Ne Tumhari

Aankhon ne tumhari meethi baton ne

  • Aankhon ne tumhari meethi baton ne
  • Aankhon ne tumhari meethi baton ne
  • Meri neend udayi mera chain churaya
  • Sapna sajaya apna banaya
  • Apna banake sapna sajake
  • Chupke se sikhaya pyaar
  • Dheere dheere is dil ka cheena hai karaar

  • Deewana ishq ka main to hone laga
  • Zulfon ki uth mein jana dhone laga
  • Mera kehna na mane meri pyaas na jane
  • Dhak dhak dhadke dil mera tadpe
  • Rangeen safar mein aisi amar mein
  • Dard utha pehli baar
  • Dheere dheere is dil ka cheena hai karaar
  • Dheere dheere is dil ka cheena hai karaar
  • Yaadon mein aaj kal kaatoon main raat din
  • Jhoota sa jahan lagat hai tere bin
  • Kya haal jiya ka main tujhse bataon
  • Ek pal kahin main tujhe bhool na paaon
  • Shaam savere dil ko mere rehta hai kyon interzar
  • Dheere dheere is dil ka cheena hai karaar
  • Dheere dheere is dil ka cheena hai karaar
00:00
-00:00
查看作品详情
Yuk duet bareng aku!

41 9 681

8-14 11:36 OPPOCPH2591

礼物榜

累计: 0 109

评论 9