Masoom Chehra

Masoom chehra nigaahen farebi

  • Masoom chehra nigaahen farebi
  • Labon pe hasni aur dil mein daga hai
  • Masoom chehra nigaahen farebi
  • Labon pe hasni aur dil mein daga hai
  • Mile dost jisko yahan tere jaisa
  • Use dushmanon ki zaroorat hai kya hai
  • Masoom chehra nigaahen farebi
  • Labon pe hasni aur dil mein daga hai
  • Dil tod diya kyon itna bata de
  • Phir baad mein bewafa jo chaahe mujhko saza de
  • Dil tod diya kyon itna bata de
  • Phir baad mein bewafa jo chaahe mujhko saza de
  • Teri berukhi se pareshaan hoon mein
  • Teri berukhi se pareshaan hoon mein
  • Na aaye samajh mein yeh kya maajra hai
  • Masoom chehra nigaahen farebi
  • Labon pe hasni aur dil mein daga hai
  • Jo bharta nahin woh zakhm diya hai
  • Mujhko nahin pyar ko badnaam tune kiya hai
  • Jo bharta nahin woh zakhm diya hai
  • Mujhko nahin pyar ko badnaam tune kiya hai
  • Jise maine pooja maseeha bana ke
  • Jise maine pooja maseeha bana ke
  • Na tha yeh pata pattharo ka bana hai
  • Masoom chehra nigaahen farebi
  • Labon pe hasni aur dil mein daga hai
  • Mile dost jisko yahan tere jaisa
  • Use dushmanon ki zaroorat hai kya hai
  • Masoom chehra nigaahen farebi
  • Labon pe hasni aur dil mein daga hai
00:00
-00:00
查看作品详情
Yuk dengarkan aku nyanyi solo!

15 0 1

2021-7-8 21:28 R50A

礼物榜

累计: 0 1

评论 0