Raat Ka Nasha

Raat ka nasha abhi

  • Raat ka nasha abhi
  • Aankh se gaya nahin
  • Raat ka nasha abhi
  • Aankh se gaya nahin
  • Tera nashila badan
  • Baahon ne chhoda nahin
  • Aankhen to kholi magar
  • Sapna woh toda nahin
  • Haan wohi woh wohi
  • Saason pe rakha hua tere hoton ka
  • Sapna abhi hai wahi
  • Raat ka nasha abhi
  • Aankh se gaya nahin
  • Raat ka nasha abhi
  • Aankh se gaya nahin
  • Tere bina bhi kabhi
  • Tujhse machal leti hoon
  • Karvat badalti hoon to
  • Sapna badal leti hoon
  • Tere bina bhi kabhi
  • Tujhse machal leti hoon
  • Karvat badalti hoon to
  • Sapna badal leti hoon
  • Tera khayal aaye to
  • Balkhake pal jaata hain
  • Paani ke chaadar tale
  • Dum mera jal jaata hain
  • Haan wohi woh wohi
  • Saason pe rakha hua tere hoton ka
  • Sapna abhi hai wahi
  • Raat ka nasha abhi
  • Aankh se gaya nahin
  • Raat ka nasha abhi
  • Aankh se gaya nahin
  • Tere gale milne ke
  • Mausam bade hote hain
  • Janmon ka vaada koi
  • Yeh gham bade chhote hain
  • Tere gale milne ke
  • Mausam bade hote hain
  • Janmon ka vaada koi
  • Yeh gham bade chhote hain
  • Lambi si ek raat ho
  • Lamba sa ek din mile
  • Bas itna sa jeena ho
  • Milan ki ghadi jab mile
  • Haan wohi bas wohi
  • Saason pe rakha hua tere hoton ka
  • Sapna abhi hai wahi
  • Raat ka nasha abhi
  • Aankh se gaya nahin
  • Raat ka nasha abhi
  • Aankh se gaya nahin
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
💋💋💋💋💋🌹

64 7 1

3-13 22:35 vivoV2111

Tangga lagu hadiah

Total: 100 1103

Komentar 7