Khushiyan Aur Gham (Mann)

Khushiyan aur gham saihti hai

  • Khushiyan aur gham saihti hai
  • Phir bhi ye chupp rehti hai
  • Abh tak kisi ne na jaana
  • Zindagi kya kehti hai
  • Khushiyan aur gham saihti hai
  • Phir bhi ye chupp rehti hai
  • Abh tak kisi ne na jaana
  • Zindagi kya kehti hai
  • Apni kabhi to kabhi ajnabi
  • Aansoon kabhi to kabhi hai hansee
  • Dariya kabhi to kabhi tishnagi
  • Lagti hai ye to
  • Khushiyan aur gham saihti hai
  • Phir bhi ye chupp rehti hai
  • Abh tak kisi ne na jaana
  • Zindagi kya kehti hai
  • Khamoshiyoon ki dheemi sadaa hai
  • Ye zindagi to rab ki dua hai
  • Chu ke kisi ne isko dekha kabhi na
  • Aihsaas ki hai khushboo
  • Meheki hawa hai
  • Khushiyan aur gham saihti hai
  • Phir bhi ye chupp rehti hai
  • Abh tak kisi ne na jaana
  • Zindagi kya kehti hai
  • Ahaa aa aa aa
  • Umm hmm umm umm
  • Mann se kaho tum mann ki suno tum
  • Mann meet koi mann ka chuno tum
  • Kuch bhi kahegi duniya
  • Duniya ki chodo
  • Palkon mein sajke jhil mil
  • Sapnay bunoo tum
  • Khushiyan aur gham saihti hai
  • Phir bhi ye chupp rehti hai
  • Abh tak kisi ne na jaana
  • Zindagi kya kehti hai
  • Apni kabhi to kabhi ajnabi
  • Aansoon kabhi to kabhi hai hansee
  • Dariya kabhi to kabhi tishnagi
  • Lagti hai ye to
  • Khushiyan aur gham saihti hai saihti hai
  • Phir bhi ye chupp rehti hai rehti hai
  • Abh tak kisi ne na jaana
  • Zindagi kya
  • Zindagi kya kehti hai
00:00
-00:00
View song details
haaaii tambiiii😂😂

54 24 2081

6-10 16:05 INFINIXInfinix X6525B

Gifts

Total: 10 199

Comments 24