Mitwa

Jaaniye heeriye

  • Jaaniye heeriye
  • Jaaniye heeriye
  • Mere mann ye bata de tu
  • Kis or chala hai tu
  • Kya paya nahi tune
  • Kya dhundh raha hai tu
  • Jo hai ankahee jo hai ansuni
  • Woh baat kya hai bata
  • Mitwa Kahe dhadkan tujhse kya
  • Mitwa Yeh khudse toh na tu chhupa
  • Mere mann ye bata de tu
  • Kis or chala hai tu
  • Kya paya nahi tune
  • Kya dhundh raha hai tu
  • Jo hai ankahee jo hai ansuni
  • Woh baat kya hai bata
  • Mitwa Kahe dhadkan tujhse kya
  • Mitwa Yeh khudse toh na tu chhupa
  • Jeevan dagar mein prem nagar mein
  • Jeevan dagar mein prem nagar mein
  • Aaya nazar mein jab se koi hain
  • Tu sochta hain tu puchata hain
  • Jiski kami thi kya yeh wohi hain
  • Haa yeh wohi hain
  • Haa yeh wohi hain
  • Tu ek pyasa aur yeh nadi hain
  • Kaahe nahi isko tu khulke bataye
  • Jo hai ankahee jo hai ansuni
  • Woh baat kya hai bata
  • Mitwa Kahe dhadkan tujhse kya
  • Mitwa Yeh khudse toh na tu chhupa
  • Teri nigaahen
  • Pa gayi rahe par tu yeh soche jaaun na jaaun
  • Yeh zindagi jo hai naachti toh
  • Kyon bediyon mein hai tere paanv
  • Preet ki dhun par naach le paagal
  • Udta agar hai udne de aanchal
  • Kaahe koi apne ko aaise tarsaaye
  • Jo hai ankahee jo hai ansuni
  • Woh baat kya hai bata
  • Mitwa Kahe dhadkan tujhse kya
  • Mitwa Yeh khudse toh na tu chhupa
  • Mere mann ye bata de tu
  • Kis or chala hai tu
  • Kya paya nahi tune
  • Kya dhundh raha hai tu
  • Mitwa
  • Mitwa
  • Mitwa
00:00
-00:00
查看作品詳情
Mari sertai duet saya!

29 2 1

2021-10-10 09:28 HUAWEISTK-L22

禮物榜

累計: 0 2

評論 2