Tumhein Apna Banaana Haii Junior

Na din mein chain

  • Na din mein chain
  • Na raat ko aaram
  • Subah shaam sirf
  • Tera hi naam
  • Tumhein dil mein basana hai
  • Tumhein dil mein basana hai
  • Tumhein apna banaana hai
  • Tumhein apna banaana hai
  • Tum pe ishq deewana hai
  • Tumhein apna banaana hai
  • Tumhein apna banaana hai
  • Tere bin hai jeena
  • Mera bewaja
  • Meri aashaqui ka
  • Hai tu aasra
  • Ae yaara hai jabse
  • Mujhe tu mila
  • Bas teri hi yaadon
  • Ka hai silsila
  • Tumhein dil mein basana hai
  • Tumhein apna banaana hai
  • Tumhein apna banaana hai
  • Wo teri meri
  • Mulakaton ka mausam
  • Jata nahi hai mere
  • Dil se wo aalam
  • Unke nishani jal
  • Raha hai seene mein
  • Har pal tera ishq
  • Hai mere humdum
  • Tere waaste hai
  • Meri arjiyaan
  • Hai tumse meri
  • Saari manmarziyaan
  • Tere hi liye meri
  • Sargoshiyaan
  • Tu karde mukammal
  • Meri yaariyaan
  • Tumhein dil mein basana hai
  • Tumhein apna banaana hai
  • Tumhein apna banaana hai
  • Tumhein dil mein basana hai
  • Tumhein apna banaana hai
  • Tumhein apna banaana hai
  • Teri gali mein
  • Jabse duniya basai
  • Aankhon mein saagar
  • Nami dil pe hai chaai
  • Bujh na sakega teri
  • Yaadon ka lava
  • Saanson mein khushbu
  • Teri hai samaai
  • Meri ye tadap hai
  • Meri tishnagi
  • Hai tujhse hi ab to
  • Meri bandagi
  • Jara jhaank ke dekhle
  • Dil mein tu
  • Nazar aayega meri deewangi
  • Tumhein dil mein basana hai
  • Tumhein apna banaana haii
  • Tumhein apna banaana haii
  • Tumhein dil mein basana hai
  • Tumhein apna banaana haii
  • Tumhein apna banaana haii
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
Yuk dengarkan aku nyanyi solo!

44 4 5714

4-29 15:05 XiaomiM2006C3MG

Tangga lagu hadiah

Total: 0 1

Komentar 4