Dil Hai Tumhaara

Mastaana mausam hai rangeen nazaara

  • Mastaana mausam hai rangeen nazaara
  • Dhadkan kya kehti hai samjho ishaara
  • Aaj se jaaneman dil hai tumhaara
  • Aaj se jaaneman dil hai tumhaara
  • Mastaana mausam hai rangeen nazaara
  • Dhadkan kya kehti hai samjho ishaara
  • Aaj se jaaneman dil hai tumhaara
  • Aaj se jaaneman dil hai tumhaara
  • Chori chori maine tumse pyaar kiya hai
  • Maano o jaana
  • Tumne mujhko kitna beqaraar kiya hai
  • Mushkil bataana
  • Koi bhi to na jaane hum kaise deewaane hue
  • Duniya mein na koi tumse hai pyaara
  • Dhadkan kya kehti hai samjho ishaara
  • Aaj se jaaneman dil hai tumhaara
  • Aaj se jaaneman dil hai tumhaara
  • Ho chaahat ka mausam hai jawaan
  • Khoye khoye se hum yahan
  • Khwaabon mein main to kho gayi
  • Deewaani si main ho gayi
  • Lagta hai hoga nahin tum bin guzaara
  • Mm dhadkan kya kehti hai samjho ishaara
  • Aaj se jaaneman dil hai tumhaara
  • Aaj se jaaneman dil hai tumhaara
  • Mastaana mausam hai rangeen nazaara
  • Dhadkan kya kehti hai samjho ishaara
  • Aaj se jaaneman dil hai tumhaara
  • Aaj se jaaneman dil hai tumhaara
  • Dil hai tumhaara
  • Dil hai tumhaara
  • Dil hai tumhaara
  • Dil hai tumhaara
  • Dil hai tumhaara
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Hadir seadanya... semoga terhibur hendaknya Pakli 💃💃💃

11 6 2284

12-4 19:00 OPPOCPH2735

Quà

Tổng: 0 140

Bình luận 6