Tumhein Apna Banane Ki Kasam Khai Hai

Tumhe apna banaane ki kasam

  • Tumhe apna banaane ki kasam
  • Khaayi hai khaayi hai
  • Tumhe apna banaane ki kasam
  • Khaayi hai khaayi hai
  • Teri aankhon mein chaahat hi nazar
  • Aayi hai aayi hai
  • Tumhe apna banaane ki kasam
  • Khaayi hai khaayi hai
  • Mohabbat kya hai main sab ko bata doongi
  • Mohabbat kya hai main sab ko bata doongi
  • Zamaane ko tere aage jhuka doongi
  • Teri ulfat meri jaana voh rang
  • Laayi hai laayi hai
  • Teri ulfat meri jaana voh rang
  • Laayi hai laayi hai
  • Tumhe apna banaane ki kasam
  • Khaayi hai khaayi hai
  • Tere honton se main shabnam churaaoonga
  • Tere honton se main shabnam churaaoonga
  • Tere aanchal tale jeevan bitaaoonga
  • Meri nas nas mein tu banke lahoon
  • Samaayi hai samaayi hai
  • Meri nas nas mein tu banke lahoon
  • Samaayi hai samaayi hai
  • Tumhe apna banaane ki kasam
  • Khaayi hai khaayi hai
  • Teri baaho me hai dono jaha mere
  • Teri baaho me hai dono jaha mere
  • Main kuchh bhi to nahi dilbar siva tere
  • Tujhe paake jamane ki khushi payi hai payi hai
  • Tujhe paake jamane ki khushi payi hai payi hai
  • Tumhe apna banane ki kasam khayi hai khayi hai
  • Teri aankho me chahat hi nazar aayi hai aayi hai
  • Tumhe apna banane ki
  • Kasam khayi hai khayi hai
00:00
-00:00
Lihat butiran lagu
ⓢⓨⓤⓚⓡⓘⓨⓐ

18 2 1

7-24 17:23

Carta hadiah

Jumlah: 0 3

Komen 2