Mohabbat Barsa Dena Tu

Bheege bheege tere lab

  • Bheege bheege tere lab
  • Mujhko kuch kehte hain
  • Dil hai khush mera ke khayal ek jaise hain
  • Roko na ab khudko yun sun lo dil ki baat ko
  • Dhal jaane do shaam aur aa jaane do raat ko
  • Kitna haseen ye lamha hai
  • Kismat se maine churaaya hai
  • Aaj ki raat na jaana tu sawan aaya hai
  • Tere aur mere milne ka mausam aaya hai
  • Sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai
  • Pyar main tere hadd se guzar jaana hai
  • Itna pyar kisi pe pehli baar aaya hai
  • Mohabbat barsa dena tu sawan aaya hai
  • Tere aur mere milne ka mausam aaya hai
  • Koi nahi tere siva mera yahaan
  • Manzilein hain meri to sabh yahaan
  • Mita de sabhi aaja faansle
  • Main chahoon mujhe mujhse baant le
  • Zara sa mujhmein tu jhaank le
  • Main hoon kya
  • Kabhi jo badal barse
  • Main dekhoon tujhe aankhein bharke
  • Tu lage mujhe pahli baarish ki duaa
  • Tere pahloo mein rah loon
  • Main khud ko pagal kah loon
  • Tu gam de ya khushiyaan sahloon saathiyaa
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Yuk dengarkan aku nyanyi solo!

34 2 1

2023-4-1 15:53 OPPOCPH1803

Quà

Tổng: 0 4

Bình luận 2