Aaj Ki Raat

Shaam hai

  • Shaam hai
  • Jaam hai
  • Aur hai nasha
  • Tan bhi hai
  • Man bhi hai
  • Pighla hua
  • Chhayi hai
  • Rangeeliyan
  • Phir bhi hain
  • Betabiyaan
  • Kyun dhadakta hai dil
  • Kyun yeh kehta hai dil
  • Deewana ko ab tak nahin
  • Hai yeh pata
  • Aaj ki raat hona hai kya
  • Paana hai kya khona hai kya
  • Aaj ki raat hona hai kya
  • Paana hai kya khona hai kya
  • Do ghadi
  • Mein hi yahan
  • Jaane kya hoga
  • Jo hamesha tha mera bhi
  • Mera hoga
  • Kaun kiske dil mein hai
  • Faisla hoga
  • Faisla hai yahi
  • Jeet hogi meri
  • Oh deewana ko ab tak nahin
  • Hai yeh pata
  • Aaj ki raat hona hai kya
  • Paana hai kya khona hai kya
  • Aaj ki raat hona hai kya
  • Paana hai kya khona hai kya
  • Aao main
  • Tumse kahoon
  • Baat chupke se
  • Rang badlegi pal mein raat
  • Chupke se
  • Tumko le jaaonga phir saath
  • Chupke se
  • Jaaoge tum kahan
  • Dekho main hoon yahan
  • Deewana ko ab tak nahin
  • Hai yeh pata
  • Aaj ki raat hona hai kya
  • Paana hai kya khona hai kya
00:00
-00:00
查看作品詳情
𝔸𝕒𝕛 𝕜𝕚 ℝ𝕒𝕒𝕥 𝕄𝕞😘😘😘😘❤

42 6 1

8-21 18:56

禮物榜

累計: 36 24

評論 6