Jiya O Jiya

O jiya o

  • O jiya o
  • Jiya o jiya kuch bol do
  • Arre o dil ka parda khol do
  • Jiya o jiya o jiya kuch bol do
  • Arre o dil ka parda khol do
  • Jab pyar kisi se hota hai
  • To dard sa dil mein hota hai
  • Tum ek haseen ho laakhon mein
  • Bhala paake tumein koi khota hai
  • Jiya o jiya o jiya kuch bol do
  • Nazron se jitne teer chale
  • Chalne do jigar par jhelenge
  • In pyar ki ujali raahon par
  • Hum jaan ki baazi khelenge
  • In do nainon ke sagar mein
  • Koyi dil ki naiya dubota hai
  • Jiya o jiya o jiya kuch bol do
  • Arre o dil ka parda khol do
  • Jab pyar kisi se hota hai
  • To dard sa dil mein hota hai
  • Tum ek haseen ho laakhon mein
  • Bhala paake tumein koi khota hai
  • Jiya o jiya o jiya kuch bol do
  • Tum bhi to is aag mein jalte ho
  • Chehre se bayan ho jaata hain
  • Har baat pe aahein bharte ho
  • Har baat pe dil tharrata hai
  • Tum bhi to is aag mein jalte ho
  • Chehre se bayan ho jaata hain
  • Har baat pe aahein bharte ho
  • Har baat pe dil tharrata hai
  • Jab dil pe chhuriyan chalti hain
  • Jab chain se koi sota hai
  • Jiya o jiya o jiya kuch bol do
  • Arre o dil ka parda khol do
  • Jiya o jiya o jiya kuch bol do
  • Arre o dil ka parda khol do
  • Jab pyar kisi se hota hai
  • To dard sa dil mein hota hai
  • Tum ek haseen ho laakhon mein
  • Bhala paake tumein koi khota hai
  • Ho jiya o jiya o jiya kuch bol do
  • Arre o dil ka parda khol do
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
Let's listen to my solo!

35 4 3749

7-1 15:27 OPPOCPH2121

Tangga lagu hadiah

Total: 0 5

Komentar 4