Yaar Badal Na Jaana

Armaanon ke is gulshan me

  • Armaanon ke is gulshan me
  • Tum aaye ho saawan ki tarah
  • Yaar badal na jana mausam ki tarah
  • O mere yaar badal na jana mausam ki tarah
  • Tum kya jaano mere dil mein
  • Tum rehti ho dhadkan ki tarah
  • Yaar badalna jaana mausam ki tarah
  • O mere yaar badal na jana mausam ki tarah
  • Sagar ke sang lehar kiran
  • Suraj ke saath mein chalti hain
  • Shama hamesha parwane ki
  • Chaahat mein he jalti hai
  • O phool mein khusboo rehti hain
  • Aur seep mein moti rehta hain
  • Tera mera hoga milan
  • Dharti se ambar kehta hai
  • Mere hoto pe rehna har dam
  • Saazo mein chupi sargam ki tarah
  • Yaar badal na jana mausam ki tarah
  • O mere yaar badal na jana mausam ki tarah
  • Mil ke juda ab hone se
  • Dil kyon darta hain khone se
  • Haa mil ke juda ab hone se
  • Dil kyon darta hain khone se
  • Main tere saath mein
  • Ab rahoonga sada
  • Main ne le hai kasam
  • Hain mera faisla
  • Aakhri saas tak hum na honge juda
  • Yaar badal na jana mausam ki tarah
  • O mere yaar badal na jana mausam ki tarah
  • Tum kya jaano mere dil mein
  • Tum rehti ho dhadkan ki tarah
  • Yaar badal na jana mausam ki tarah
  • O mere yaar badal na jana mausam ki tarah
  • Saarkar badal na jana
  • Mausam ki tarah
  • Dekho yaar badal na jana
  • Mausam ki tarah
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
Yuk dengarkan duet kami!

45 4 1

2-28 15:07 samsungSM-A135F

Tangga lagu hadiah

Total: 0 61

Komentar 4