Chaand Taare Tod

Jo bhi chaahon

  • Jo bhi chaahon
  • Woh main paaon
  • Zindagi mein jeet jaon
  • Chaand taare tod laaon
  • Saari duniya par main chaaon
  • Bas itna sa khaab hai
  • Bas itna sa khaab hai
  • Chaand taare tod laaon
  • Saari duniya par main chaaon
  • Bas itna sa khaab hai
  • Bas itna sa khaab hai
  • Yaar tu bhi sun zara
  • Aarzoo meri hai kya
  • Main kya ban jaana chahata hoon
  • Main kahan kharaab hoon
  • Main to lajawab hoon
  • Main yeh manwana chahata hoon
  • Maan ja aye khuda
  • Itni si hai duaa
  • Main banjaoon sabh se badaa
  • Main banjaoon sabh se badaa
  • Mere peeche mere aagey
  • Haath jodey duniya bhaagey
  • Bas itna sa khaab hai
  • Bas itna sa khaab hai
  • Shaan se rahoon sadaa
  • Mujhpe loog hoon fidaa
  • Haseenayein bhi dil hoon khoti
  • Dil ka ye kawal khiley
  • Soney ka mahal miley
  • Barasne lagein heere moti
  • Ae maan ja aye khuda
  • Itni si hai duaa
  • Main zadaa nahin maangta
  • Main zadaa nahin maangta
  • Saari daulat saari taaqat
  • Saari duniya par hukumat
  • Bas itna sa khaab hai
  • Bas itna sa khaab hai
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
🕺, Chaand Taare tod..💃🥳 Bolly..mania jom layann 🤭🤗, mohon maaf dgn sgla kkurngan 🙏

75 9 1652

8-18 16:06 OPPOCPH2577

Quà

Tổng: 1 100

Bình luận 9