Pyar Ke Liye [From "Dil Kya Kare"]

Pyar ke liye chaar pal kam nahin the

  • Pyar ke liye chaar pal kam nahin the
  • Pyar ke liye chaar pal kam nahin the
  • Kabhi tum nahin the kabhi hum nahin the

  • Pyar ke haseen kab yeh mausam nahin the

  • Yeh din barson ke baad aaya
  • Kuch tumhe kuch hamein yaad aaya
  • Kasak phir yeh dil mein uthi hai
  • Honton pe baat aake ruki hai
  • Kabhi itne majboor to hum nahin the
  • Kabhi itne majboor to hum nahin the
  • Pyar ke liye chaar pal kam nahin the
  • Pyar ke haseen kab yeh mausam nahin the
  • Kabhi tum nahin the kabhi hum nahin the
  • Kabhi tum nahin the kabhi hum nahin the
  • Aah aah aah aah aah
  • Agar tum yeh dil maang lete
  • Jaaneman hum tumhe jaan dete
  • Tumhe kaise hum bhool jaate
  • Marke bhi tum hamein yaad aate
  • Tumhe hai pata bewafaa hum nahin the
  • Tumhe hai pata bewafaa hum nahin the
  • Pyar ke liye chaar pal kam nahin the
  • Pyar ke liye chaar pal kam nahin the
  • Kabhi tum nahin the kabhi hum nahin the
  • Kabhi tum nahin the kabhi hum nahin the
  • Pyar ke haseen kab yeh mausam nahin the
  • Kabhi tum nahin the kabhi hum nahin the
  • Kabhi tum nahin the kabhi hum nahin the
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Hadir...lama GK dnger nih lgu..jd GK sinkron 🤭maaf dngan sgala kkurangn 🙏🏻☺️

18 11 2389

7-3 15:40 OPPOCPH2577

Quà

Tổng: 2 70

Bình luận 11