Sochenge Tumhe Pyar

Sochenge tumhe pyaar karein ke nahin

  • Sochenge tumhe pyaar karein ke nahin
  • Sochenge tumhe pyaar karein ke nahin
  • Ye dil beqaraar karein ke nahin
  • Khwaabon mein chhupaaya tumko yaadon mein basaaya
  • Tumko
  • Khwaabon mein chhupaaya tumko yaadon mein basaaya
  • Tumko
  • Miloge hamein tum jaanam kahin na kahin
  • Sochenge tumhe pyaar karein ke nahin
  • Ye dil beqaraar karein ke nahin
  • Tum ho khilta mehka sa kamal
  • Tum ho khilta mehka sa kamal
  • Hum jo gaayen tum ho voh ghazal
  • Kamsin bhola sa mukhda lagti ho chaand ka ik tukda
  • Kitni bhi taareef karein dekhke tumko aahen bharein
  • Tumsa nahin hai koi pyara sanam pyara sanam
  • Sochenge tumhe pyaar karein ke nahin
  • Ye dil beqaraar karein ke nahin
  • Jis din tum ko dekhegi nazar
  • Jis din tum ko dekhegi nazar
  • Jaane dil pe hoga kya asar
  • Rakhenge tumko nigaahon meikn bhar lenge tumhe baahon mein
  • Zulfon ko ham suljhayenge ishq mein duniya bhula denge
  • Ye beqaraari ab to hogi na kum hogi na kum
  • Sochenge tumhe pyaar karein ke nahin
  • Ye dil beqaraar karein ke nahin
  • Khwaabon mein chhupaaya tumko yaadon mein basaaya
  • Tumko
  • Khwaabon mein chhupaaya tumko yaadon mein basaaya
  • Tumko
  • Miloge hamein tum jaanam kahin na kahin
  • Sochenge tumhe pyaar karein ke nahin
  • Ye dil beqaraar karein ke nahin
00:00
-00:00
Lihat butiran lagu
Mari dengar solo saya!

27 4 1

2022-4-15 01:12 华为平板 M5

Carta hadiah

Jumlah: 0 4

Komen 4