Jungle Hai

Na na na na na na na na na

  • Na na na na na na na na na
  • Na na na na na na na na na
  • Jungle hai aadhi raat hai lagne laga hai dar
  • Duniya ko bhool jaaon kuch aisi baat kar

  • Darnewali kya baat hai jab saath mein hai dilbar
  • Aaja meri baahon mein so ja rakh ke sar

  • Haai jungle hai aadhi raat hai lagne laga hai dar

  • Dil mein kya hoti hai hulchul
  • Betaabi chhayi hai pal pal
  • Gaalon ki rangat loon le le
  • O main toh yehi chahti hoon
  • Tanhai ka aalam taare bhi soye hai
  • Hum bhi ik duje ki chahat mein khoye hai

  • Bahar mausam sardi ka kyun garmi hai andar
  • Haai jungle hai aadhi raat hai lagne laga hai dar
  • Duniya ko bhool jaaon kuch aisi baat kar
  • Darnewali kya baat hai jab saath mein hai dilbar
  • Aaja meri baahon mein so ja rakh ke sar
00:00
-00:00
View song details
Yuk duet bareng aku!

30 1 1

3-22 19:00 samsungSM-M205G

Gifts

Total: 0 3

Comments 1