Saanwali Si Ek Ladki

Saanwali si ek ladki

  • Saanwali si ek ladki
  • Saanwali si ek ladki dhadkan jaisi dilki

  • Dekhke jiske woh sapne kahin woh main to nahin

  • Uski ghani zulfon mein kiski taqdeer hai
  • Uski haseen aankhon mein kiski tasveer hai
  • Aata nahin mujhko yaaken par kahin woh main to nahin
  • Saanwali si ek ladki dhadkan jaisi dilki
  • Dekhke jiske woh sapne kahin woh main to nahin
  • Saanwali si ek ladki
  • Yahan wahan kahan kahan jaane rukti hai uski nazar
  • Waise to main hoon bekhabar itni to mujhko khabar
  • Koyi bhi hai hai woh hai yahin
  • Par kahin woh main to nahin
  • Saanwali si ek ladki dhadkan jaisi dilki
  • Dekhke jiske woh sapne kahin woh main to nahin
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Yuk dengarkan aku nyanyi solo!

28 5 1871

7-16 12:29 iPhone 14 Pro

Quà

Tổng: 0 27

Bình luận 5