Sawan Aaya Hai

Mohabbat barsa dena tu sawan aaya hai

  • Mohabbat barsa dena tu sawan aaya hai
  • Tere aur mere milne ka mausam aaya hai
  • Mohabbat barsa dena tu saawan aaya hai
  • Tere aur mere milne ka mausam aaya hai
  • Sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai
  • Pyar mein tere hadd se guzar jaana hai
  • Itna pyar kisi pe pehli baar aaya hai
  • Mohabbat barsa dena tu sawan aaya hai
  • Tere aur mere milne ka mausam aaya hai
  • Kyun ek pal ki bhi judaai sahi jaaye na
  • Kyun har subah tu meri sanson me samaye na
  • Aaja na tu mere paas dunga itna pyar main
  • Kitni raat guzaari hai tere intezar mein
  • Kaise bataaun jazbaat ye mere
  • Maine khud se bhi zyada tujhe chaaha hai
  • Sab kuch chhod ke aana tu sawan aaya hai
  • Tere aur mere milne ka mausam aaya hai
  • Sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai
  • Pyar mein tere hadd se guzar jaana hai
  • Itna pyar kisi pe pehli baar aaya hai
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
kau hujani aku dengan cintamu ❤️❤️❤️

122 20 1913

5-20 14:22 XiaomiM2006C3MG

Quà

Tổng: 0 169

Bình luận 20