Sawan Aaya Hai

Mohabbat barsa dena tu sawan aaya hai

  • Mohabbat barsa dena tu sawan aaya hai
  • Tere aur mere milne ka mausam aaya hai
  • Mohabbat barsa dena tu saawan aaya hai
  • Tere aur mere milne ka mausam aaya hai
  • Sab se chhupa ke tujhe seene se lagaana hai
  • Pyar mein tere had se guzar jaana hai
  • Itna pyar kisi pe pehli baar
  • Aaya hai
  • Mohabbat barsa dena
  • Tu sawan aaya hai
  • Tere aur mere milne ka mausam aaya hai
  • Kyun ek pal ki bhi judaai sahi jaaye na
  • Kyun har subah tu meri saanse mein samaaye na
  • Aa jaana tu mere paas dunga itna pyar main
  • Kitni raat guzaari hai tere intzaar mein
  • Kaise bataaun jazbaat yeh mere
  • Maine khud se bhi jyaada tujhe
  • Chaaha hai
  • Sab kuchh chhod
  • Ke aana tu saawan aaya hai
  • Tere aur mere milne ka mausam aaya hai
  • Sab se chhupa ke tujhe seene se lagaana hai
  • Pyaar mein tere had se guzar jana ahi
  • Itna pyaar kisi pe pehli baar
  • Aaya hai
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
Yuk dengarkan aku nyanyi solo!

6 0 2064

Kemarin 09:47 Xiaomi21121119SG

Tangga lagu hadiah

Total: 0 2

Komentar 0