Ek Pyar Ka Nagma Hai

Ek pyar ka nagma hai

  • Ek pyar ka nagma hai
  • Maujon ki ravaani hai
  • Ek pyar ka nagma hai
  • Maujon ki ravaani hai
  • Zindagi aur kuch bhi nahin
  • Teri meri kahaani hai
  • Ek pyar ka nagma hai
  • Maujon ki ravaani hai
  • Zindagi aur kuch bhi nahin
  • Teri meri kahaani hai
  • Ek pyar ka nagma hai
  • Tu dhaar hai nadiya ki
  • Main tera kinaara hoon
  • Tu mera sahaara hai
  • Main tera sahaara hoon
  • Aankhon mein samandar hai
  • Aashaaon ka paani hai
  • Zindagi aur kuch bhi nahin
  • Teri meri kahaani hai
  • Ek pyar ka nagma hai
  • Toofaan ko aana hai
  • Aakar chale jaana hai
  • Baadal hai yeh kuch pal ka
  • Chhaakar dhal jaana hai
  • Parchhaaniyan reh jaati
  • Reh jaati nishaani hai
  • Zindagi aur kuch bhi nahin
  • Teri meri kahaani hai
  • Ek pyar ka nagma hai
  • Maujon ki ravaani hai
  • Zindagi aur kuch bhi nahin
  • Teri meri kahaani hai
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Yuk dengarkan aku nyanyi solo!

69 17 3146

6-29 21:05 XiaomiM2010J19CG

Quà

Tổng: 5 133

Bình luận 17