Ram Jaane(Ram Jaane / Soundtrack Version)

Kehte hain log mujhe ram jaane

  • Kehte hain log mujhe ram jaane
  • Kaise pada yeh mera naam jaane
  • Kaise pada yeh mera naam jaane
  • Ram jaane ram jaane
  • Ram jaane ram jaane
  • Oh ram jaane yeh to bata
  • Tere sa dil ka raja bana
  • Paise ka kaise ghulam jaane
  • Ram jaane ram jaane
  • Ram jaane ram jaane
  • Ram jaane ram jaane
  • Ram jaane ram jaane
  • Yaaron mazaa lene do zara sa
  • Barson raha hoon main bhooka pyaasa
  • Who ek haqeekat hai oh deewane
  • Samjha hai tuna jis ko tamasha
  • Mat chhed mujhko aa hosh mein
  • Pagal jawaani ke josh mein
  • Mat chhed mujhko aa hosh mein
  • Pagal jawaani ke josh mein
  • Tu pi gaya kitne jaam jaane
  • Ram jaane ram jaane
  • Ram jaane ram jaane
  • Ram jaane ram jaane
  • Ram jaane ram jaane
  • Jo jhoot sach ko pehchaanta hai
  • Duniya mein jeena woh jaanta hai
  • Hum kya karein hum tujhse alag hain
  • Hum maut ko zindagi manta hai
  • Marna hai ek din sab ko magar
  • Oh bekhabar tujhko kya khabar
  • Marna hai ek din sab ko magar
  • Oh bekhabar tujhko kya khabar
  • Kya hai tera anjaam jaane
  • Ram jaane ram jaane
  • Ram jaane ram jaane
  • Ram jaane ram jaane
  • Ram jaane ram jaane
  • Kaise tera toota dil jod doon main
  • Dil chaahe sab ka dil tod doon main
  • Ho nafrat na kar khud se pyar kar tu
  • Tu haan kahe to yeh zid chhod doon main
  • Yeh toh naseebon ka kaam hai
  • Har dil pe likha ek naam hai
  • Yeh toh naseebon ka kaam hai
  • Har dil pe likha ek naam hai
  • Kispe likha kiska naam jaane
  • Ram jaane ram jaane
  • Ram jaane ram jaane
  • Kehte hain log mujhe ram jaane
  • Kaise pada yeh mera naam jaane
  • Kaise pada yeh mera naam jaane
  • Ram jaane ram jaane
  • Ram jaane ram jaane
  • Ram jaane ram jaane
  • Ram jaane ram jaane
  • Ram jaane ram jaane
  • Ram jaane ram jaane
  • Ram jaane ram jaane
  • Ram jaane ram jaane
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Yuk dengarkan duet kami!

39 4 3038

12-4 18:05 realmeRMX3195

Quà

Tổng: 0 1

Bình luận 4