Akhiyaan Milaoon Kabhi

Akhiyaan milaun kabhi ankhiyaan churaun

  • Akhiyaan milaun kabhi ankhiyaan churaun
  • Kya tune kiya jaadu
  • Haan akhiyaan milaun kabhi ankhiyaan churaun
  • Kya tune kiya jaadu
  • Akhiyaan milaun kabhi ankhiyaan churaun
  • Kya tune kiya jaadu
  • Kabhi ghabraun kabhi gale lag jaaun
  • Mera khud pe nahi kaabu
  • Bina paayal ke hi baje ghungroo
  • Bina paayal ke hi baje ghungroo
  • Akhiyaan milaye kabhi ankhiyaan churaye
  • Kya maine kiya jaadu
  • Akhiyaan milaye kabhi ankhiyaan churaye
  • Kya maine kiya jaadu
  • Kabhi ghabraye kabhi gale lag jaaye
  • Tera khud pe nahi kaabu
  • Bina paayal ke hi baje ghungroo
  • Bina paayal ke hi baje ghungroo
  • Aise tu deewana mujhe pyar na kar
  • Aati hai sharm deedar na kar
  • Chain chura ke takraar na kar
  • Tujhko kasam ikraar na kar
  • Tere armanon mein sanwar gayi main
  • Tune mujhe dekha toh nikhar gayi main
  • Dekh jab tujhko theher gaya main
  • Aisi hi adaon pe toh mar gaya main
  • Akhiyaan milaun kabhi ankhiyaan churaun
  • Kya tune kiya jaadu
  • Hey akhiyaan milaun kabhi ankhiyaan churaun
  • Kya tune kiya jaadu
  • Kabhi ghabraun kabhi gale lag jaaun
  • Mera khud pe nahi kaabu
  • Bina paayal ke hi baje ghungroo
  • Bina paayal ke hi baje ghungroo
  • Meri jaane jaana kya cheej hai tu
  • Mujhko toh jaan se ajeez ha tu
  • Itni na kar tareef meri
  • Jaanu main toh jaanu kya hadd kya teri
  • Teri ulfat ka nasha chha gaya
  • Kuch bui ho jaane jaan maza aa gaya
  • Dheere dheere duniya se door huyi
  • Ishq mein tere main toh choor huyi
  • Akhiyaan milaye kabhi ankhiyaan churaye
  • Kya maine kiya jaadu
  • Hey akhiyaan milaye kabhi ankhiyaan churaye
  • Kya maine kiya jaadu
  • Kabhi ghabraye kabhi gale lag jaaye
  • Tera khud pe nahi kaabu
  • Bina paayal ke hi baje ghungroo
  • Bina paayal ke hi baje ghungroo
  • Bina paayal ke hi baje ghungroo
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
yg bisa lgunya silahkan😊🙏🙏💃💃💃💃🕺🕺🕺

33 4 1

2023-9-12 21:24 samsungSM-S767VL

Tangga lagu hadiah

Total: 0 0

Komentar 4